Age: 125
8169 days old here
Total Posts: 22153
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
read my post again dear.
i said "sirf" kitab parhny say
its mean k aap ko kissi achay Alim ki zarorat hay jo woh aap ko explain kar saky k kitab mein kiya likha hay ... warna kitabein tu buhat hein fir log school kiun jaty hein teachers k pass :)
Age: 125
8169 days old here
Total Posts: 22153
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
salaam
sab say pehly hum Musalman hein ... aur sab is say agree hoon gay
aur hum musalmaan kiun banay... sab ko pata hay ... k Allah nay apnay Nabi aur Pyghambar bejhy
aab yeh baat saaf ho gaye k Allah nay apnay bandoun ki islaah k liye Prophets bejhy. aur humaray Akhri Nabi. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) par is nizaam (pyghambar+Nabi) ki takmeel farmaye. very obvious.
Sunnah ko mein thora explain kar dyta hoon ... Sunnah maltab .... Jo baat humaray Nabi (S.W) ny zindagi mein kiya aur kaha.
aur is sunnah ko zinda rakha sab say pehly Sahaba_Ikram (R.A) nay aur fir us kay baad Allah k nake logoun nay ... coz yeh sab janty hein k jab Allah nay humaray Pyghambar Hazrat Muhammad (P.B.U.H) par jab silsalaa_e_Naboowat Khatam kiya tu us k baad Allah k nake logoun nay us mission ko jari rakha....
aur aaj jab hum mizaroun ki baat karty hein tu yeh Un hi nake logoun ki Mizaar hein jinhoun nay Allah ki raah mein aur US k rasool Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki sunnah par amal karty howay Islaam ki roshni philaye....
1. is liye Mizaroun par jana .... ghalat nahi. 2. Dua Allah hi puri kartay hein. but kissi nake logoun k Waseely say dua karna bhi ghalat nahi hay.
very big Example.
Allah nay apnay Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ko ek darood paak diya ..... "Darood_e_Ibrahime" jo hum (har musalman) namaaz mein parhta hay.) Aye Allah jis tarahn aap nay Hazrat Ibraheem (A.S) par barkatein Nazil farmayein wayse hi AAP Hazrat Muhammad aur un ki Aaal (ummah) par nazil farmayein).
Waseela is ko kehty hen... Jab kissi mizaar par jaoo .. tu ADAB say jaooo, Dua Allah say hoti hay but Allah kay Muqarab Banday k Waseelay say mangaa jaye tu Allah ko ziada Khushi hoti hay :).
logically ... when we study... we normally used to say... I need to be sharp / to get high position as someone (his brother/friend/relative/anyone) have.
jitna woh acha hay us tarhan mujhay ban-na hay :)
so in sab batoun mein Allah say SHIRK kahein nahi.
Ultimate power ... Allah ki hay. aur hum sab us k Nizaam ka hissa :)
Allah hum sab ko Nake Rah dekhay aur us par chalny ki Tofieeqe day. Ameen
Age: 125
8169 days old here
Total Posts: 22153
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Asian said:
i agree with you people
but it has highlighted the none aggresive form of racism.
when i got my premoution my friends were to happy for me, first confrence i went to, i seen a girl their from another area, she turned and said "i am glad to see we are filling in our ethnic minorities quota"
only because i challanged her, and her so called atributes, and performance hits , she shut up
the problem with apnay is we dont stand up for our rights
our perents generation use to sit their and take racism.
but my generation WONT!!!!!!!!!!!!!
I must say here... gora pplz are very smart they do whterver they want to do but they can cover up their action under some logics... and they can hide their faces under "nice masquerade".
its really easy to protest but hard to stand on ur Logic.